Showing posts with label Sajid-Wajid. Show all posts
Showing posts with label Sajid-Wajid. Show all posts

Thats All I-Teri Meri Kahani










Song : Thats All I Really Wanna Do
Film : Teri Meri Kahani (2012)
Cast : Shahid Kapoor, Priyanka Chopra
Lyrics : Prasoon Joshi
Music : Sajid-Wajid
Singer : Shaan, Shreya Goshal

Audio

Video

Lyrics

All day, so lost in love
Just can't, can't get enough
Wo oh oh!
All day, so lost in love
Each and every moment every minute every day
Just can't, can't get enough
Wanna always be together never go away

Dekhun tujhe, chhoo lo tujhe, Sochun tujhe, sunu tujhe
Bas yunhi tujh mein dooba rahun
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do - x4

Dekhun tujhe, choo lo tujhe, sochun tujhe, sunu tujhe
Bas dil tujh mein dooba rahe
Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil tujh mein hi tujh mein dooba rahe

Thats all I really wanna do - 8 times

Pehle mein tujhse milta tha
Abb main tujh mein khulta jaaun
Khwaabon mein agar haath badhaaun
Haath tera paaun
Haan khushboo ke jaise mujhe odh le tu
Har khayal mahekta ho
Ehsaas leke tere saath ka
Har lamha sarakta ho
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do - x4

Kya yeh chhalka? kya hua hai?
Do kinaare mil rahe hain
Sang sang hum paaniyon pe chal rahe hain
Neende nahin hai yeh main aa raha hoon
Aane do leharane do
Saanson se teri main judne laga hoon
Khwahishein bann jaane do

Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil dooba dooba rahe

Thats all I really wanna do... x7

READMORE
 

Tere Bina - Tezz












Song : Tere Bina
Film : Tezz (2012)
Cast : Anil Kapoor, Ajay Devgan, Ranbir Kapoor, Mohanlal, Sameera
Lyrics : Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed
Music : Sajid-Wajid
Singers : Rahat Fateh Ali Khan

Audio



Video



Karaoke



Lyrics

Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandagi

Kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda
Haan kise karoon sajda
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon kahaan jaaun kise karoon sajda
Haan kise karoon sajda

Teri kasam teri kasam jaan-e-jaana
Tere liye tere liye main deewana
Kaise jiyein kaise jiyein yeh batana
Maut bhi mujhko naa aaye
Teri kasam teri kasam jaan-e-jaana
Teri liye tere liye main deewana
Kaise jiyein kaise jiyein yeh batana
Maut bhi mujhko naa aaye

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandagi
Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda

Maahi mera maahi mera sona sona
Rabba mere rabba mere hai salona
Tere siva mera koi naa hona
Yaad teri kitna sataaye
Maahi mera maahi mera sona sona
Rabba mere rabba mere hai salona
Tere siva mera koi naa hona
Yaad teri kitna sataaye

Tu hi meri, hai zindagi
Tu hi meri, hai har khushi
Tu hi meri, hai bandagi

Tere bina tere bina dil naiyyo lagda
Mera dil naiyyo lagda
Kaise kahoon, kahaan jaaun kise karoon sajda
Haan, kise karoon sajda
READMORE